Apne hoton ke...

0 Comments

Tags:
  • Love

    Apne hoton ke...

    Dil-E-Azaad
    Apne hoton ke rang mei rang jaane do mujhe
    Banke dhadkan tere dil mei bus jaane do mujhe
    Apne hoton ke......


    Saanson ki garmi se aa mujhko tu fanaa kar de
    Dil hai kya cheez rooh mei utarr jaane do mujhe
    Apne hoton ke......


    Pyar is hadh tak karenge ke koyee kiya na ho
    Is qadar toot ke tumpe bikharr jaane do mujhe
    Apne hoton ke......


    Pyar mei mouth,zindagi ka hi ek aaghaaz hai
    Apni aankhon mei doob ke marr jaane do mujhe
    Apne hoton ke......


    Aaj tak zindagi meri to bemanzil hai rahi
    Baahon mei bhar lo ke sikharr paane do mujhe
    Apne hoton ke rang mei rang jaane do mujhe
    Banke dhadkan tere dil mei bus jaane do mujhe.!
         

    Poem Comments

    (0)

    Please login or register

    You must be logged in or register a new account in order to
    leave comments/feedback and rate this poem.

    Login or Register

    A poem begins as a lump in the throat, a sense of wrong, a homesickness, a lovesickness. It finds the thought and the thought finds the words.

    Robert Frost (1875-1963) American Poet.

    Azadhindustani’s Poems (2)

    Title Comments
    Title Comments
    Apne hoton ke... 0
    Ishq ki aag... 0

    Azadhindustani’s Friends (1)