Ishq ki aag...

0 Comments

Tags:
  • Love

    Ishq ki aag...

    Dil-E-Azaad
    Ishq ki aag aa mujhko aake jalaade
    Main hun taiyyar mujhe mout se tu milade
    Ishq ki aag.............

    Zindagi bewafa mouth to dilruba hai
    Aa mujhe tu mere dilruba se milaade
    Ishq ki aag........

    Pyar ke bin bhi jeena bhi kya jeena hai
    Jeene ke naam pe tu na aisi sazaade
    ishq ki aag..........

    Kehti hai ye jahan pyar to pagalpan hai
    Mujhko bhi tu zara aa paagal banaade
    Ishq ki aag.........

    Main hun azaad mujhko na azaad rehna
    Pyar bhare dil mei mujhko qaid karaade
    Ishq ki aag aa mujhko aake jalaade......!

    Poem Comments

    (0)

    Please login or register

    You must be logged in or register a new account in order to
    leave comments/feedback and rate this poem.

    Login or Register

    In science one tries to tell people, in such a way as to be understood by everyone, something that no one ever knew before. But in poetry, it's the exact opposite.

    Franz Kafka (1883-1924) Czech writer.

    Azadhindustani’s Poems (2)

    Title Comments
    Title Comments
    Apne hoton ke... 0
    Ishq ki aag... 0

    Azadhindustani’s Friends (1)